जलन और खुजली होती रहती है आंखें सिकुड़ जाती हैं,
इस टेस्ट से जानें ड्राय आई
स्क्रिमर टेस्ट: डॉक्टर कागज की ब्लॉटिंग स्ट्रिप्स को पलक के नीचे रखते
हैं। 5 मिनट बाद सोखे गए आंसू के आधार पर ड्राय आई का पता चलता है।
यदि आप आंखों में चुभन, जलन, लालिमा, थकान या खिंचाव आदि महसूस कर रहे हैं तो यह ड्राय आई का संकेत हो सकता है। ऑप्टोमेट्रिस्ट डॉ. सैम बर्न के अनुसार इसका प्रमुख कारण आंखों में सूजन है। अमूमन यह सूजन पलकों या आंसू की ग्रंथियों के पास आती है। वहीं दूसरा बड़ा कारण डिजिटल आई स्ट्रेन है। सीडीसी के अनुसार कम्प्यूटर अथवा मोबाइल स्क्रीन में देखने पर आंखें 66 प्रतिशत तक कम झपकती हैं। एक रिपोर्ट के अनुसार पिछले दो साल से देश में बच्चे औसतन 4 घंटे स्क्रीन पर बिता रहे हैं।
फॉर्मूला : 20-20-20
20 मिनट स्क्रीन पर देखने के बाद 20 फीट दूर स्थित खिड़की, पेड़ आदि को 20 सेकंड तक देखें।
हरी सब्जियां, नट्स के साथ यह फॉर्मूला फायदेमंद-
पत्तेदार
सब्जियां : पत्तेदार सब्जियों में विटामिन सी होता है। यह आंखों को होने
वाले नुकसान से बचाता है। इनमें फोलिक एसिड भी होता है जो VISION LOSS (दृष्टि खोना ) को कम करता है।
नट्स:
अखरोट, काजू, मूंगफली आदि में ओमेगा-3 और विटामिन ई पाया जाता है। विटामिन ई आँसुओं के निर्माण को बेहतर करता है।
सीड्स:
चिया और अलसी के बीजों में ओमेगा-3 पाया जाता है जो आँखों को नुकसान से बचाता है।
फलियां:
फलियों में फाइबर, प्रोटीन व जिंक होता है। जिंक में मेलानिन होता है जो आँखों को नुकसान से बचाता है।
Dry Eyes Bada Khatra
Isme Jalan aur khujli hoti rahti hai. Aankhen sukad Jaati Hai.
Is test Se Jane dry eyes....
Screemar test:- Doctor kagaj ki blotting strips ko palak ke niche rakhte Hain. 5 minut bad Sokhe Gaye Aansu ke Aadhar per dry eyes ka Pata Chalta Hai.
Aap Aankhon Mein chubhan, Jalan, Laliman ya khinchaw mahsus kar rahe hain to yah dry ka Sanket ho sakta hai.
Screemar test:- Doctor kagaj ki blotting strips ko palak ke niche rakhte Hain. 5 minut bad Sokhe Gaye Aansu ke Aadhar per dry eyes ka Pata Chalta Hai.
Aap Aankhon Mein chubhan, Jalan, Laliman ya khinchaw mahsus kar rahe hain to yah dry ka Sanket ho sakta hai.
Aaptomattrest doctor samburn ke
anusar iska mukhya Karan Aankhon Mein Sujan Hai.
Ammuman ye Sujan palkon ya
Aansu ki granthiyon ke pass aati hai.
Wahi dusra Bada Karan digital eye
strain Hai.
CDC ke anusar computer athva mobile stream mein dekhne per
Aankhen 66% Tak kam jhapakti hai.
Ek report ke anusar Pichhle 2 Sal se lock
Down ki paristhitiyon Ke Karan Desh mein bacche karib-karib 4 ghante screen
per Bita rahe hain.
Formula 20-20-20 minute screen par dekhne ke bad
20 feet Dur khidki, trees ko 20 second Dekhen.
Hari sabjiyan ke sath
yah formula fayde mein:-
Pattedar sabjiyan- Pattedar sabji Mein Vitamin C
hota hai. Yah aankhon ko hone wale nuksan se Bachata Hai. Inmein Folic
acid hota hai jo vision loss Drishti khona ko kam karta hai
Nuts- akhrot Kaju mungfali Adi mein omega3 aur vitamin paya jata hai. Vitamin E Aansuon ke Nirman ko Behtar karta hai.
Seeds- Chiya Aur alsi Ke Beejo Mein Omega 3 paya jata hai. Jo aankhon ko nuksan se bacha deta hai.
Seeds- Chiya Aur alsi Ke Beejo Mein Omega 3 paya jata hai. Jo aankhon ko nuksan se bacha deta hai.
Faliyan- Fliyon me fiber, protein zinc hota hai. zink me melalin hota hai. jo aankho ko nuksan se bachata hai.
0 टिप्पणियाँ